Monday, April 20, 2020

paimana na tod saaki

paimana na tod saaki Ki mera dil to pahle se hi toota hai.. Paimana na tod Kuch boondo ka hisaab abhi baaki hai is paimaane se aur kuch sannso ka is dil se.. Paimana na tod saaki un chand boondo ki khaatir paimana na tod,, ki tute hue dil ki aas abhi baaki hai paimana na tod saaki Ki mera dil to pahle se hi toota hai..

No comments: