Pathik tha mai jis raah ka
Us raah me saath tum hi the
Mai bhramar tha jis madhuban ka
Us madhuban ke pushp tum hi the
Mai pujari tha jis mandir ka
Us mandir ki murat tum hi tha
Jis manjil ki taraf badhe kadam
Us safar me humsafar tum hi tha
Mera suna se jevaan me
Prem ka badaal banke
Barasne wale tum hi tha
Haa tum hi tha……
Phir kyoun ye humsafar
Kisi aur raah ki taraf mud gaya
Jeevan bhar ka ek sawal
Apne pheecha chod gaya.Aakhir kyoun…………………………………………
2 comments:
Be flexible vinay.....
There’s nothing wrong with complaining and feeling sorry for yourself when things are not going your way as long as it is not getting in the way of you functioning effectively.
Hi vinay,
aapne bahot achhi taraha apne baton ko rakha hai apki ye kavita ek keval kavita nahi balki apne vicharo ko ees kavita ke madhyam se jahir kiya hai . aap ki is khoobsurat najarane ke liye dhanyawad.
Lekin Zevan zeene ka naam hai kuan
so enjoy karo khush raho
good day
Dilip Singh (Pune)
Post a Comment