mujhe nahi pata
jo mila jindagi se
kam tha ya jyada
mujhe nahi pata
jo hua mujhse
wo sahi tha ya galat.....
jo mila jindagi se
kam tha ya jyada
mujhe nahi pata
jo hua mujhse
wo sahi tha ya galat.....
ho sakta hai ki krishna
aaye honge mujhe samjhane
maine unhe samjha
hai ya nahi mujhe nahi pata
aaye honge mujhe samjhane
maine unhe samjha
hai ya nahi mujhe nahi pata
jo wo chahte hai
mai wo kar raha hoo
ya apna hi raag allape jaa raha hoo
mujhe nahi pata ....
mai wo kar raha hoo
ya apna hi raag allape jaa raha hoo
mujhe nahi pata ....
mai to bus kiya jaa raha hoo
sahi galat jaise bhi
mai tera hi banda hoo
mere maalik
chahe andheroo me
hi sahi bhatak raha hoo
par tere sahare
hi jeevan ki naiyaa ko kheye
jaa raha hoo
sahi galat jaise bhi
mai tera hi banda hoo
mere maalik
chahe andheroo me
hi sahi bhatak raha hoo
par tere sahare
hi jeevan ki naiyaa ko kheye
jaa raha hoo
pata nahi meri manjil
hai kya
pata nahi mera
raasta hai kya
mai to bus tere dikhaye path
par chale jaa raha hoo
kabhi bhtak jaata hoo
kabhi gir jaata hoo
kabhi nirash to kabhi hataash...
hai kya
pata nahi mera
raasta hai kya
mai to bus tere dikhaye path
par chale jaa raha hoo
kabhi bhtak jaata hoo
kabhi gir jaata hoo
kabhi nirash to kabhi hataash...
kabhi kabhi khus ho jata hoo
kabhi hansta ho
ki kya kya tu karta hai
kabhi sochta hoo
tu kya karta hai
kabhi hansta ho
ki kya kya tu karta hai
kabhi sochta hoo
tu kya karta hai
ai mere malik
apne is bande ko
na bhoolna
chahe ye banda tujhe bhool
bhi kyu na jaye
apne is bande ko
na bhoolna
chahe ye banda tujhe bhool
bhi kyu na jaye
chahta to hoo mai
saare sansaar ka aish-o-arram mile
har khusi har aaram mile
na koi dukh ho naa koi gum
har taraf bus hum hi hum ho
saare sansaar ka aish-o-arram mile
har khusi har aaram mile
na koi dukh ho naa koi gum
har taraf bus hum hi hum ho
jo tu na de sake mujhe
kuch bhi to bhi koi baat nahi
yu to nahi ki na milne par gum na hoga
aankho me geelapan na hoga
rooyenge to hum phir bhi bahut
kabhi jo man kiya to
kuch rukha sukha bhi bolenge
kuch bhi to bhi koi baat nahi
yu to nahi ki na milne par gum na hoga
aankho me geelapan na hoga
rooyenge to hum phir bhi bahut
kabhi jo man kiya to
kuch rukha sukha bhi bolenge
phir bhi ai mere malik
apne is bande ko
na bhoolna
chahe ye banda tujhe bhool
bhi kyu na jaye
apne is bande ko
na bhoolna
chahe ye banda tujhe bhool
bhi kyu na jaye
agar kuch bhi na de sake
to bus ye aashirwaad de dena
har pal tu mere saath rahe
har pal mere paas rahe
to bus ye aashirwaad de dena
har pal tu mere saath rahe
har pal mere paas rahe
aur agar tera dena ka man ho
to sab kuch de dena
par saath tere hamesha rahe
ye aashirwad hamesha
bana rahe.......
to sab kuch de dena
par saath tere hamesha rahe
ye aashirwad hamesha
bana rahe.......
No comments:
Post a Comment