Monday, June 16, 2008

madhu ki madhushala

madhu ki madhushala me

ek din maina madhu ko piya

madhu ko peekar

maina duniya ko dekha

duniya mujhe meri badi rangeen lagi

baaki duniya badi gum geen lagi

madhu ko jo peeta hai

khud hi raja ban jata hai

madhushala me aakar raja rank

sab barabar ho jate hai
duniya me jo isko hai bura batlate

aksar raat me pekar isko

apni pyaas bujhate
madhu ki madhushala me

ek din maina madhu ko piya
sabki ichha ye puri karti

par sab ise hi bura batlate

har din botal phodi jaati hai

kasme khayi jati hai

par har raat yahi sahara banti
khusi ka sama ho

ya gamo ki ho raat

bina iska nahi banti hai baat

namaskar hai aise vastu ko

jo rakhti hai sabka khayal

deti hai sabko aaram
madhu ki madhushala me

ek dinmaina madhu ko piya .............................

1 comment:

Ravi Kant said...

chinta mar kar un lamhe ka jo teri zindgi mein abhi tak nahi aaye khush ho un yaadao ko yaad kar ke jo tune bitye